le aayi mujhe mera zindagi yahan,
hawa mein udta huen ek patte ki thara
tairta modata marodata.
hawa jab barse jorse, badlega jab disha,
badlega mera parichay aur badlega mera lakshya
le aaya mujhe mera zindagi yahaan,
hain yeh zindagi benaam, gumnaam,
dena hai is zindagi ko ek naam, maan aur shaan,
kyu ki le aaya hai mujhe mera zindagi yahaan,
hawa mein udta hua ek patte ki thara,
tairta modata marodata....
~ a.k{30.10.2012}
No comments:
Post a Comment