Search This Blog

Thursday, February 19, 2009

पहली मुलाकात....

dekha maine usko kal shadi mein kisiki,
dhundraha tha uska nishan, pyar jo ho gaya tha usse usi pal;
mil gayi mujhe uski nam aur patha meharbani kisiki,
ab uske sath rehne ka tamanna joh hai har pal.....


-ak{16.02.09}

शायरी की वजह.....

puche mujhe log kyu bangaya tu shayar??
rehta tha tu jo hamesha is duniya se bahar;
kya wajah du unhe in shayariyon ki,
ek bewafa ka pyar ya mera pyar ka ijhahar....


-ak{10।02।09}

ಮರಣ...

padeyalu avala mechhige barede nanu ondu kavana,
anche anna kotta patra odiddu avala appa ravana,
endaru, heege adare aguvudu ninna marana;
ide karana dinda helidalu avalu nanage namana.....


-ak{19.02.09}