yaad teri to hamesha aati hai,pyaar jo itna karti hain tu;
har sans leti hai teri naam,pyaar jo itna karti hain tu;
dil chahta hai tum paas rahe har waqt,pyaar jo itna karti hain tu;
humse door jaati hai kyun,pyaar jo itna karti hain tu.......
-a.k{24.08.09}
Monday, August 24, 2009
behen....
gud gudi teri ungliyonki pet pe mere,
hot se chumana gaal pe mere,
woh achaiyi jab tu thame haath mere,
kaha milegi yeh behen ka pyaar,tu jo nahi hai paas mere......
-a.k{24.08.09}
hot se chumana gaal pe mere,
woh achaiyi jab tu thame haath mere,
kaha milegi yeh behen ka pyaar,tu jo nahi hai paas mere......
-a.k{24.08.09}
Monday, August 17, 2009
Dard E Dil...
deke apni dil hogaya mein kisika bhawara,
thukarake mera dil, banadiya mujhe woh awaara,
rahunga ab zindagi bhar kunwara,
kyu ki dard e dil kam nahi hota zara zara.....
-a.k{15.08.09}
-a.k{15.08.09}
Nasha...
pyaar ek aisa nasha hai,
jisme dil deke marna padta hain;
pyaar ek aisa jashna bhi hai,
jismein dil leke nibhana bhi padta hai.....
-a.k{13.08.09}
-a.k{13.08.09}
Tuesday, April 28, 2009
Pyaar
churaliya hai mera mann tune apne adao se,
pagal kardiya hai mujhe tune apni chaal se;
ab maanlo mera pyar ka izahar khushi khushi se,
ya dafnado mujhe apne pyare dil se....
-A.K {29.04.09}
pagal kardiya hai mujhe tune apni chaal se;
ab maanlo mera pyar ka izahar khushi khushi se,
ya dafnado mujhe apne pyare dil se....
-A.K {29.04.09}
Friday, April 3, 2009
bhaigiri
aasuon ka namak toh aap hi jante honge
lekin hum ko apne bhai mante honge..
isliye toh puch rahe hai in shayarion ka wajah
aur kisne loot liya he aapki jeevan ki majah???
-A.K{15-03-09}
lekin hum ko apne bhai mante honge..
isliye toh puch rahe hai in shayarion ka wajah
aur kisne loot liya he aapki jeevan ki majah???
-A.K{15-03-09}
Thursday, February 19, 2009
पहली मुलाकात....
dekha maine usko kal shadi mein kisiki,
dhundraha tha uska nishan, pyar jo ho gaya tha usse usi pal;
mil gayi mujhe uski nam aur patha meharbani kisiki,
ab uske sath rehne ka tamanna joh hai har pal.....
-ak{16.02.09}
dhundraha tha uska nishan, pyar jo ho gaya tha usse usi pal;
mil gayi mujhe uski nam aur patha meharbani kisiki,
ab uske sath rehne ka tamanna joh hai har pal.....
-ak{16.02.09}
शायरी की वजह.....
puche mujhe log kyu bangaya tu shayar??
rehta tha tu jo hamesha is duniya se bahar;
kya wajah du unhe in shayariyon ki,
ek bewafa ka pyar ya mera pyar ka ijhahar....
-ak{10।02।09}
rehta tha tu jo hamesha is duniya se bahar;
kya wajah du unhe in shayariyon ki,
ek bewafa ka pyar ya mera pyar ka ijhahar....
-ak{10।02।09}
ಮರಣ...
padeyalu avala mechhige barede nanu ondu kavana,
anche anna kotta patra odiddu avala appa ravana,
endaru, heege adare aguvudu ninna marana;
ide karana dinda helidalu avalu nanage namana.....
-ak{19.02.09}
anche anna kotta patra odiddu avala appa ravana,
endaru, heege adare aguvudu ninna marana;
ide karana dinda helidalu avalu nanage namana.....
-ak{19.02.09}
Subscribe to:
Posts (Atom)